Jab Samne Tum Aa Jate Ho Full Lyrics
[00:10.75] Aaina dekh ke bole ye sanvarane vaale
[00:15.27] Ab to be-maut marenge mere marane vaale
[00:29.07] Dekh ke tumko hosh mein aanaa bhul gaye
[00:40.24] Yaad rahe tum aur zamaanaa bhul gaye
[00:58.97] Jab saamane tum
[01:04.67] Jab saamane tum aa jaathe ho
[01:10.58] Kya jaaniye kya ho jaataa hai
[01:18.44] Kuch mil jaataa hai kuch kho jaataa hai
[01:26.13] Kya jaaniye kya ho jaataa hai
[02:14.08] Chaha tha ye kahenge sochaa tha vo kahenge
[02:21.56] Aaye vo saamane to kuch bhee naa kah sake
[02:28.22] Bas dekha kiye unhen hum
[02:40.97] Dekhakar tumko yakin hota he
[02:46.92] Dekhakar tumko yakin hota he
[02:52.56] Koyi itnaa bhee haseen hota hai
[02:58.80] Dekh pate hain kahaan hum tumko
[03:04.37] Dil kaheen hosh kaheen hota hai
[03:11.03] Jab saamane tum
[03:16.46] Ho jab saamane tum aa jaathe ho
[03:22.76] Kya jaaniye kya ho jaataa hai
[03:30.41] Kuch mil jaataa hai kuch kho jaataa hai
[03:38.09] Kya jaaniye kya ho jaataa hai
[04:17.93] Aakar chale na janaa aise nahin sataana
[04:25.72] Dekar hansee labon ko aankhon ko mat rulaanaa
[04:33.67] Dena naa bekaraari dil kaa qaraar ban ke
[04:41.52] Yaadon mein kho naa janaa tum intazaar ban ke
[04:48.54] Intazaar ban ke
[05:01.14] Bhuulakar tumko na ji paayenge
[05:06.83] Bhuulakar tumko na ji paayenge
[05:12.59] Saath tum hogi jahaan jaayenge
[05:18.49] Hum koyi vaqt nahin hain humdam
[05:24.09] Jab bulaaoge chale aayenge
[05:38.56] Jab saamane tum
[05:44.36] Jab saamane tum aa jaathe ho
[05:49.93] Kya jaaniye kya ho jaataa hai
[05:57.14] Kuch mil jaataa hai kuch kho jaataa hai
[06:05.44] Kya jaaniye kya ho jaataa hai
[06:48.12]